blogs

Monday, 10 September 2012

Hindi sms

Naye milte he to purane ko aksar bhul jate he,
ye mat bhul mere yar,
jab naye dil tod jate he to purane hi saath nibhate he.







sms jake mere dost ko "Good Morning"
kahna,
smile kare to "so sweet kehna"
Dilet kare to katti kar lena,or
padhne ke bad agar hame "miss" kare to same 2 you kehna.






Aaj mere sim ka birthday hai,
Aap chaye to mere sim ko call kar ke wish karsakte ho,
ya gift samjkar isme 50,100,,ya usse zyada recharge kar sakte he.







dil me aaj kisi dost ki yaad he,
dur hote hue bhi lagta he wo mere pass he,
maine dil se pucha dost ka naam kya he,
Dil ne kaha wo ak khubsurat raaz he.






Dosti ka wada tod ke mat jana,
humse rutha ke humko na rulana ,
ham dosti ki tasbir dil me liye ghumte he,
hume tasbir samajh ke bhul mat jaana.








kis had tak jana ye kon janta he,
kis manjil ko pana he ye kon janta he.
dosti ke 2 pal jee bhar ke jee lo .
kis roz bichad jana he ye kon janta he.







Bapu bole agar koi sms na kre,
to tension mat lo use sms karte raho,
bole to full vinamrta ke sath,
1 din uska hriday parivartan hoga phir wo
msg nahi call karega.







"s"ote raho
"u"tho der se
"n"ahana nahi
"d"ekhte raho tv
"a"ram hi karo
"y"aad karo apne sare dost ko
so enjoy ur
"sunday".Good morning.







Sote hue ko jagayenge hum,
Aap ki nind churayenge hum,
har wakt sms karke satayenge hum,
Aap ko aayege gussa lekin,
us gusse me hi to yaad aayenge hum .






Bachapan me jab dosto ko bye kahte the
tab ye sochate the ke fir milenge,

pr ab jab dosto ko bye kahte hai
to sochate he fir na jane kab milenge.
miss you.







pyari
si
subah me
pyare se
dost ko
pyara sa good morning.







patthar na maro pani pr
shayad use bhi koi pita hoga,
zindgi me sada muskurate raho,
shayad tumhe dekh kar bhi kpi jeeta hoga.






har sapne ko apne sanso me rakho,
har manjil ko apne baho me rakho,
jeet jarur milegi apko,
bus apne arade ko apne nigaao me rakho.







Aap to chand ho ji se sab yaad karte he,
hamari kismat to taron jaisi he,
yad to dur log apne khwahish ke liye,
hamare tutne ki fariyad karte he.





No comments:

Post a Comment