Sunday, 6 November 2011

hindi sms

wo
hame khamoshi ki saza dete he
isliye
ham apne alfaz jala dete he
ab to tanhayi se tang Aa kar,
ham hi darwaze ki zanjeer hila dete he .





insaan apna chehra sajata hai jis par logo ki
nazar hoti hai magar dil ko sajane ki koshish nahin karta jia par bhagvan ki nazar hoti hai.





1 nazar h tu didar ke liye
1lamha h tu intezar k liye
meri anke dekhe
1tasvir h tu bas pyar k liye.





jiyo itna ki marna muskil ho jaye
haso itna ki rona muskil ho jaye
kisi ko pana kismat ki bat he magar chaho itna ki bhulana muskhil ho jaye .





umid ki kasti ko koi duba nhi sakta
roshni ke diye ko koi bujha nahi sakta
meri dosti to tajmahal ki tarh he
jise koi dusra bana nhi sakta.......





yado ke bhavar me ek pal hamara ho
phoolo ke chaman me ek chaman hamara ho
bhagvan kare ke jab bhi aap yaad kare apno ko
to un aapno me ek nam hamara ho.





hi.ek msg mom k
nam " mom is god gift "jitno ko send
kr skte ho kro after 1hr u will get gud new
1000000000000% true.. do 4r sweet mom ....





dosti ka tohfa hr kisiko nhi milta
ye o phool he jo hr bag me nhi khilta
is phool ko kabhi tutne mat dena
qki tuta huwa phool phil nhi khilta....





daman me khushiya ho,
chehre pe muskan ho
dil jo socho pura o arman ho
dua karte hai muskurate raho,
chahe jindgi ka kaisa bhi imtihan ho...





pyar bhi ajeeb hai,
maa se ho to puja
baap se ho to izzat
bhai se ho to vishwas
bhehan se ho to farz
& wife se ho to sab kahte hai

baykocha bail...







na kabhi muskurahat aapke hontose dur ho
aap ki har khawaish haqqat me manjur ho,
ho jate jo aap hamsr khafa bhagvan na kare
humse kabhi aisa kasur ho.....





bhulane wale hame bhul jate hai,
dil se unke ham nikal jate hai,
jab tak ham na yaad kare kisi ko
tab ham kaha kisiko yaad ate hai...





kushiyo se dil ko aabad karna
aur gam ko dil se aazad karna
hamari bas itni gujarish hai ke hame bhi
di me ek bar yaad karna..





ek bar jan mangkar dekho,
ek bar yaad kar ke dekho,
ek bar pukar kar dekho
agar ham na aaye to samjh lela sahzada so raha h
aur cell silent karke rakha h..

No comments:

Post a Comment